Jalim Teree Aankho Ne Lyrics | Devta (1956) | Lata Mangeshkar | C Ramchandra

Jalim teree aankho ne, kya chij pila dee hai – (2)
Ulfat ke siwa saree duniya hee bhula dee hai
Jalim teree aankho ne……….

Bas ek najar dekha, aur lut liya dil ko – (2)
Lut kar bhee mere dil ne, khush ho ke duwa dee hai
Jalim teree aankho ne……….

Jab se tujhe dekha hai, kuchh hosh nahee mujhko – (2)
Har chij jamane kee, najro se gira dee hai
Jalim teree aankho ne……….

MovieDevta (1956)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerC Ramchandra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *