Jai ram bakht hanuman
Jai ram bakht hanuman
Pade ram par jab sankant vikat tab
Hanumat kiye sab jyot pragat
Pade ram par jab sankant vikat tab
Hanumat kiye sab jyot pragat
Nirantar karte ram ka dhyan
Chale bachne shri ram ke pran
Pawan veg se gaman gagan mein
Ram naam ko dhare man mein
Jana aana sanjeevani lana
Hanumat ko hai kaal harana
Kaal nemi se kaal milana
Hanumat ko hai kaal harana.
| Movie | Sankatmochan Mahabali Hanuman |
| Star Cast | Nirbhay Wadhwa, Ankit Bathla, Arya Babbar, Gagan Malik, Deblina Chatterjee, Ankur Verma, Vikas Grover, Sharhaan Singh, Barkha Bisht Sengupta |
