Jahan Kabhee Dil Ne Khai Thokar Lyrics | Veergati | Suresh Wadkar, Bela Sulakhe | Aadesh Shrivastava

Jahan Kabhee Dil Ne Khai Thokar Lyrics | Veergati | Suresh Wadkar, Bela Sulakhe | Aadesh Shrivastava

Jaha kabhi dil ne khayi thokar ho
Ho jaha kabhi dil ne khayi thokar
Wahi dar dhundhe ye pagal
Hath se chhudaya jisne aanchal
O hath se chhudaya jisne aanchal
Kare yaad usko harpal
Ye hai kaisa rishta
Ye hai kaisa bandhan
Ye hai kaisa rishta
Ye hai kaisa bandhan

Har lamha
Har lamha uski yaad sataye
To kya kare
Uska khayal dil se na jaye
To kya kare

Kabhi lage pyara jaise sajan
Ha kabhi lage pyara jaise sajan
Kabhi lage jaan ka ye dushman
Kabhi nafrato me palta hai ha
Kabhi aansuo me dhalta hai
Ise pyar kahte hai
Kai rup dekho ye badle
Kai rup dekho ye badle
Kai rang dekho ye badle
Ye hai kaisa rishta
Ye hai kaisa bandhan
Ye hai kaisa rishta
Ye hai kaisa bandhan

Har lamha
Har lamha uski yaad sataye
To kya kare
Uska khayal dil se na jaye
To kya kare

O pyar ye agar saccha ho ae dil
Tujhko raah milegi
Jaha milegi tujhko thokar wahi panha milegi
Jaha kabhi dil ne khayi thokar
O jaha kabhi dil ne khayi thokar
Wahi dar dhundhe ye pagal
Hath se chhudaya jisne aanchal
O hath se chhudaya jisne aanchal
Kare yaad usko harpal
Ye hai kaisa rishta
Ye hai kaisa bandhan
Ye hai kaisa rishta
Ye hai kaisa bandhan

MovieVeergati
SingerSuresh Wadkar, Bela Sulakhe
DirectorK K Singh
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistIndeevar
Star CastSalman Khan, Divya Dutta, Atul Agnihotri, Tinu Anand, Farida Jalal, Akhilendra Mishra, Sudesh Berry, Puja Dadwal, Avtar Gill, Rohini Hattangadi, Saeed Jaffrey, Kulbhushan Kharbanda, Pramod Moutho, Sudhir Pandey, Arif Khan, Himani Shivpuri, Amrit Pal, Jack

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *