Jahaan prem ka
Paavan diyara jale
Jahaan bole bachan
Tab neer bhare
Usi angana mein
Usi dvaare pe
Beete hamara bhi
Jeevan raam kare
Jahaan prem ka
Paavan diyara jale
Kaun nadi ki ham hain lahar
Kaho aake mila re kinaara
Jog likhe bin ham naahi
Aisa milan hamaara
Kin charanon mein na ghar na pare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jis ka naahi apna koi
Jo kah de use apna le
Us ki karuna us ki daya ka
Utare na karaj utaare
Jiya jahaan hai
Vahi ji mare
Jahaan prem ka
Paavan diyara jale
Jahaan bole bachan
Tab neer bhare
Usi angana mein
Usi dvaare pe
Beete hamara bhi
Jeevan raam kare
Jahaan prem ka
Paavan diyara jale
| Movie | Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye |
| Singer | Hemlata |
| Director | Lekh Tandon |
| Music Composer | Ravindra Jain |
| Lyricist | Ravindra Jain |
| Star Cast | Prem Kishen, Rameshwari, Shyamali, Sunder, Madan Puri, Iftekhar, Jagdeep, Shashikala, Leela Mishra, Shivaji, Utpal Dutt |

