Jagmaga Lyrics | Meethe Mein Kya Hai | Madhubanti Bagchi

Jagmaga Lyrics | Meethe Mein Kya Hai | Madhubanti Bagchi

Teri Rooh Ki Roshni Se Ho Jaye Roshan Ye
Teri Zid Ki Jhilmilahat Se Jhilmilaye Aasman

Tujh Mein Jo Noor Ho Andheron Se Door Ho
Yahi Dil Ki Hai Dua

Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga

Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga

Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Jagmaga

Ham Saath Hain to Raahein
Jugnuon Si Jag Rahi Hain
Aaj Ki Saari Khushiyan
Dugni Si Lag Rahi Hain

Ujalon Ki Gungunahat Aisi
Rabab Ki Taaron Jaisi
Muskurahat Ki Chamak Ab Goonje Door Tak
Yahi Dil Ki Hai Dua

Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga

Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga

Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Jagmaga

MovieMeethe Mein Kya Hai
SingerMadhubanti Bagchi
DirectorRadhika Bansal
Music ComposerAmit Trivedi
LyricistRakesh Kumar (Kumaar)
Star CastRitwik Bhowmik, Rohini Hattangady, Ayesha Raza Mishra, Gaurav Sharma
LabelSaregama Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *