Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics  | Mahabharat | Shaheer Sheikhn, Pooja Sharman | Ajay Gogavale, Atul Gogavale

Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics | Mahabharat | Shaheer Sheikhn, Pooja Sharman | Ajay Gogavale, Atul Gogavale

Yahah jeevan sansaar
Yahah sabhi kaal ka khel
Honi hokar hi rahi
Jhel sake to jhel

Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan
Sukh dukh dono jeevan saathi
Vidhi ka yahi vidhaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan

Pal bhar mein sinhasan chhuta
Mukut aur aabhushan chhuta
Dhan daulat sab mehel attari
Chhut rahein hain baari baari
Van ki aur chala sanyasi
Chhod raaj sanmaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan.

MovieMahabharat
DirectorSiddharth Kumar Tiwari
Music ComposerAjay Gogavale, Atul Gogavale
Star CastShaheer Sheikhn, Pooja Sharman, Saurabh Raj Jainn, Sameer Dharmadhikari, Vivana Singh, Sayantani Ghosh, Arav Chowdhary, Puneet Issar, Rio Kapadia, Ratan Rajput, Mansi Sharma, Shafaq Naaz, Praneet Bhatt, Rohit Bharadwaj, Arpit Ranka, Aham Sharma, Vibha Ana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *