Jag me ram naam hi sahara
Jag me ram naam hi sahara
Bhai bandhu kutumb kabila
Bhai bandhu kutumb kabila
Chod diya hai kinara
Chod diya hai kinara
Raam naam hi sahara
Jag me ram naam hi sahara
Bhai kahta veer hamara
Maa kahti aankho ka tara
Bhai kahta veer hamara
Maa kahti aankho ka tara
Darte chod chale sab mujhko
Jab maine hath pasara
Jab maine hath pasara
Raam naam hi sahara
Jag me ram naam hi sahara
Bhai bandhu kutumb kabila
Bhai bandhu kutumb kabila
Chod diya hai kinara
Chod diya hai kinara
Raam naam hi sahara
Jag me ram naam hi sahara
Bhai kahta veer hamara
Maa kahti aankho ka tara
Bhai kahta veer hamara
Maa kahti aankho ka tara
Darte chod chale sab mujhko
Jab maine hath pasara
Jab maine hath pasara
Raam naam hi sahara
Jag me ram naam hi sahara
| Movie | Gramophone Singer |
| Singer | Surendra |
| Director | Ramchandra Thakur, V C Desai |
| Music Composer | Anil Biswas |
| Lyricist | Balkrishna Bohra |
| Star Cast | Surendra, Bibbo, Prabha, Bhudo Advani, Durga Khote, Kanhaiya Lal, Pesi Pael, Gulzar, Sankatha, Pande, Jamu Patel, Kamalini, Sawant, Mohan Agashe, Naval |

