Jab Tera Khat Kabhi Lyrics  | Rishta | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Shekhar Sen

Jab Tera Khat Kabhi Lyrics | Rishta | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Shekhar Sen

Jab tera khat kabhi
Seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhi
Seene se lagaya maine
Dil pe ek dil ko dhadkta
Huaa paaya maine
Jab tera khat kabhi
Seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhi

Tu to nafrat bhi na kar
Paayega utani mujhse
Tu to nafrat bhi na kar
Paayega utani mujhse
Jitani siddat se tera
Pyaar nibhaya maine
Jitani siddat se tera
Pyaar nibhaya maine
Dil pe ek dil ko dhadkta
Huaa paaya maine
Jab tera khat kabhi
Seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhi

Jab kabhi ghum ke
Andhero ne pareshan kiya
Jab kabhi ghum ke
Andhero ne pareshan kiya
Teri yaadon ke charago
Ko jhalaya maine
Teri yaadon ke charago
Ko jhalaya maine
Dil pe ek dil ko dhadkta
Huaa paaya maine
Jab tera khat kabhi
Seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhi

Zindagi ghuzari isi khel
Mein aksar apni
Zindagi ghuzari isi khel
Mein aksar apni
Ruth ne waale ko har
Baar manaya maine
Ruth ne waale ko har
Baar manaya maine
Dil pe ek dil ko dhadkta
Huaa paaya maine
Jab tera khat kabhi
Seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhi.

MovieRishta
SingerAnuradha Paudwal, Jaswant Singh
Music ComposerShekhar Sen
LyricistNaini Kazmi
Star CastAnuradha Paudwal, Jaswant Singh
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *