Jab Tasawuur Mera Lyrics | Ghazals | Ghulam Ali

Jab tasawwur mera chupke se tujhe chhu aaye
Apni har saans se mujhko teri kushbu aaye

Mashagala ab hai mera chaand ko takte rahana
Raat bhar chain na tujh bin kisi pahalu aaye

Ghantiyaan bajne lageen hijr ke sannaate se
Gunagunaata hua aaise mein agar tu aaye

Jab kabhi gardish-e-dauraan ne sataaya mujhko
Meri jaanib tere phaile huye baazu aaye

MovieGhazals
SingerGhulam Ali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *