Jab Tak Hai Chanda Jab Tak Hai Chandaniya Lyrics | Sharda | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Jab Tak Hai Chanda Jab Tak Hai Chandaniya Lyrics | Sharda | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya
Jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya
Mai banu apne mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya

Kitni hai rab jane kitne janam hai
Kitni hai rab jane kitne janam hai
Jitne hai yug or jitne janam hai
Wo mera dulha mai unki dulhaniya
Jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya jab tak hai chanda

Mere piya mere jiwan ke sathi
Jaise ke deepak jaise ke bati
Mere piya mere jiwan ke sathi
Jaise ke deepak jaise ke bati
Jaise ke ghunghru jaise payjaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya jab tak hai chanda

Kajra lagake darpan jo dekhu
Kajra lagake darpan jo dekhu
Darpan se bhi mai jalke ye puchu
Ke kaun hai ri meri sotaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya
Mai banu apne

MovieSharda
SingerLata Mangeshkar
DirectorLekh Tandon
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastJeetendra, Rameshwari, Sarika, Kalpana Iyer, Madan Puri, Dina Pathak, Jagdeep, Om Parkesh, Raj Babbar, Pinchoo Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *