Jab Shaam Zara Lyrics | Arma Hai | Pooja Shrivastava | Miten Chhadva

Jab shaam zara dhalati hai
Jab shaam zara dhalati hai
Tum yaad aate ho
Tum yaad aate ho
Jab shard hawa chalati hai
Jab shard hawa chalati hai
Tum yaad aate ho
Tum yaad aate ho
Jab shaam zara dhalati hai
Jab shaam zara dhalati hai
Tum yaad aate ho
Tum yaad aate ho

Baithi hui raste par
Teri raah ko takati hai
Baithi hui raste par
Teri raah ko takati hai
Halki si hui aahat
Main chok si jati hu
Teri yaad satati hai
Tum yaad aate ho
Teri yaad satati hai
Tum yaad aate ho
Tum yaad aate ho
Jab shaam zara dhalati hai
Jab shaam zara dhalati hai
Tum yaad aate ho
Tum yaad aate ho

Tu paas nahi mere
Mujhe saher lage suna
Tu paas nahi mere
Mujhe saher lage suna
Tyoharo mein bhi mujhko
Kai baar pada rona
Meri aankh tarasti hai
Tum yaad aate ho
Meri aankh tarasti hai
Tum yaad aate ho
Tum yaad aate ho
Jab shaam zara dhalati hai
Jab shaam zara dhalati hai
Tum yaad aate ho
Tum yaad aate ho.

MovieArma Hai
SingerPooja Shrivastava
Music ComposerMiten Chhadva
LyricistBhupen Chhadva
LabelLaughing Buddha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *