Jab tak jita rahu
Yuhi pita rahu
Sathi aur pila
Are botal muh se laga
Lab pe pyas jagi
Dil me aag lagi
Lab pe pyas jagi
Dil me aag lagi
Ek ghunt me hi
Khali jam ho gaya
Jab se mai jara sa
Badnam ho gaya
Jab se mai jara sa
Badnam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Jab se mai jara sa
Badnam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Mera bada naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya
Mai mahalo me raha
Mai galiyo me raha
Mai mahalo me raha
Mai galiyo me raha
Dekhe jel sabhi
Jite khel sabhi
Par dil haar diya
Maine pyar kiya
Oye hoy hoy hoy
Hona tha ye mera
Hona tha ye mera
Anjam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Mera bada naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya
Wo ek shokh gajal wo madmast kaval
Wo ek shokh gajal wo madmast kaval
Wo savan ki ghata wo parvat ki hava
Usko dekh liya vada ek kiya
Oye hoy hoy hoy
Aaj se mai tera
Aaj se mai tera gulam ho gaya
Ram kasam mera bada nam ho gaya
Ram kasam mera bada nam ho gaya
Mera bada naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya
Banjaro ki tarah
Aawaro ki tarah
Banjaro ki tarah
Aawaro ki tarah
Aaye nind jahan
Soja yar waha
Kal ki kisko khabar
Kal kuch bhi ho magar
Aaj rat ka toh
Aaj rat ka toh
Intjam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Jab se mai jara sa
Badnam ho gaya
Jab se mai jara sa
Badnam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Ram kasam mera
Bada nam ho gaya
Mera bada naam ho gaya
Mera re bada naam ho gaya
| Movie | Gumrah |
| Singer | Vinod Rathod |
| Director | Gurudev Bhalla, Himanshu Brahmbhatt, Mahesh Bhatt, Vijay Kumar (1) |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Sridevi, Rahul Roy, Soni Razdan, Reema Lagoo, Laxmikant Berde, Anupam Kher, Bob Christo, Kunika, Tom Alter, Kamini Kaushal, Mushtaq Khan, Avtar Gill, Anang Desai, Mahesh Anand, Siddhant, Uday Chandra, Sudesh Issar, Subhash Kapoor |

