Jab Se Huyee Mai Satrah Baras Kee Lyrics | Bijali Aur Baadal

Jab se huyee mai satrah baras kee, aafat me yeh jan hai
Tere rup kaa divana toh sara hindustan hai

Chaudah sal me dhadake tha dil, jab thi mai badee bholi
Bholi woli kya hogee hogee banduk kee goli
Dil kee bate too kya janey too toh beyiman hai
Tere rup kaa divana

Puchh naa kaise pandrah solah maine hay gujare
Shahar ganv ke pad gaye honge pichhe tere kanware
Chhod kunwaro kee toh dole budhon kaa iman hai
Tere rup kaa divana

Satrah baras kee kori javani kiske karu hawale
Kis kis ko too dil degi sab log hain marnewale
Nagin ban ke dans lungi sabki mujhko pehchan hai
Tere rup kaa divana

MovieBijali Aur Baadal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *