Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand – 2 Lyrics | Mujhe Kucch Kehna Hai | Alka Yagnik, Babul Supriyo | Anu Malik

Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand – 2 Lyrics | Mujhe Kucch Kehna Hai | Alka Yagnik, Babul Supriyo | Anu Malik

Jab se dekha hai tere haath ka chand
Maine dekha nahi raat ka chand
Jab se dekha hai tere haath ka chand
Maine dekha nahi raat ka chand
Dil mera kho gaya bekhabar ho gaya
Dil mera kho gaya bekhabar ho gaya
Aisa tha pehli mulakat ka chand
Jab se dekha hai tere haath ka chand
Maine dekha nahi raat ka chand

Ho najar mein tu hai
Jigar mein tu hai
Duwa mein tu hai,asar mein tu hai
Mere sine mein dhadkata hai tu
Meri saanson mein mehakata hai tu
Waqt hai shabnami
Bas teri hai kami
Meri aahon mein baahon mein
Rehta deewaana mera ho oh
Jab se dekha hai tere haath ka chand
Maine dekha nahi raat ka chand

Ho hamesha mujhko teri yaad aayi
Tujhe hi chaahe meri tanhaayi
Tujhe main sochu akelepan mein
Teri dhadkan mein
Meri dhadkan mein
Raat bhar jaagati yeh duwa maangati
Mere mehboob juldi se abb saamana ho tera ho oh
Jab se dekha hai tere haath ka chand
Maine dekha nahi raat ka chand
Dil mera kho gaya bekhabar ho gaya
Dil mera kho gaya bekhabar ho gaya
Aisa tha pehli mulakat ka chand
Jab se dekha hai tere haath ka chand
Maine dekha nahi raat ka chand

MovieMujhe Kucch Kehna Hai
SingerAlka Yagnik, Babul Supriyo
DirectorSatish Kaushik
Music ComposerAnu Malik
LyricistSameer
Star CastTusshar Kapoor, Kareena Kapoor, Dalip Tahil, Amrish Puri, Rinke Khanna, Alok Nath, Himani Shivpuri, Pankaj Berry, Asha Sharma, Yashpal Sharma, Rashmi Sachdeva, Vrajesh Hirjee, Hemant Pandey, Dinesh Hingoo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *