Jab Kabhi Khwab Lyrics | Aahista Aahista | Asha Bhosle | Mohammed Zahur Khayyam

Jab koi khwab chamkta hai hakikat bann ke – 2
Koi kismat se chala aata hai kismat bann ke
Jab koi khwab chamkta hai hakikat bann ke

Jab kisi mang me seendur bara jata hai – 2
Aasma apni bulandi se uthar aata hai
Ek ho jate hai do naam mohabbat ban ke – 2
Koi kismat se chala aata hai kismat banke
Jab koi khwab chamkta hai hakikat banke

Aaj ki raat hai gungat me lajjane wali – 2
Chudio wali tamanaye jagane wali
Ye hasi raat mili hai tujhe chahat banke – 2
Koi kismat se chala aata hai kismat banke
Jab koi khwab chamkta hai hakikat banke

MovieAahista Aahista
SingerAsha Bhosle
Music ComposerMohammed Zahur Khayyam
LyricistMuqtida Hasan Nida Fazli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *