Jab Kaari Badariya Chayegi Lyrics | Lajawab | Meena Kapoor | Anil Biswas

Jab Kaari Badariya Chayegi Lyrics | Lajawab | Meena Kapoor | Anil Biswas

Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi
Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi
Main kiski raah taku
Sajanwa kiski raah taku
Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi
Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi

Jab chand jhalak dikhlayega
Chandi ke rath me aayega
Jab chand jhalak dikhlayega
Chandi ke rath me aayega
Mohe bairan nind na aayegi
Jab bairan nind na aayegi
Main kiski raah taku
Main kiski raah taku
Sajanwa kiski raah taku
Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi
Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi

Sawan ki bhari barsato me
In bhigi bhigi raato me
Sawan ki bhari barsato me
In bhigi bhigi rato me
Jab rimjhim aag lagayegi
Jab rimjhim aag lagayegi
Main kiski raah taku
Main kiski raah taku
Sajanwa kiski raah taku
Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi
Jab kari badariya chhayegi
Aur yaad teri tadpayegi
Main kiski raah taku
Sajanwa kiski raah taku

MovieLajawab
SingerMeena Kapoor
DirectorJ P Advani
Music ComposerAnil Biswas
LyricistPrem Dhawan
Star CastSohan, Rehana, Kuldip Kaur, Randhir Kapoor, Prem Dhawan, Iftekhar, Kavita, Pran

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *