Jab Jab Tujhko Chhua Dhak Dhak Dil Hua Lyrics | Jaal Saaz | Geeta Dutt, Kishore Kumar | N Datta

Jab Jab Tujhko Chhua Dhak Dhak Dil Hua Lyrics | Jaal Saaz | Geeta Dutt, Kishore Kumar | N Datta

Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Current current current are baap re
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Current current current are baap re
Jab jab tujhko chhua

Taar nahi bijli ka mai hu ek ladki
Dekhte hi ladki hamari aankh phadki
Taar nahi bijli ka mai hu ek ladki
Dekhte hi ladki hamari aankh phadki
Aata nahi hume ab kuch bhi nazar
Kya kya
Kya kya hua
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Current current current are bap re
Jab jab tujhko chhua

Paas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai
Nachta sa shola ye hasino ka badan hai
Paas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai
Nachta sa shola ye hasino ka badan hai
Paas mat aana lagta hai mujhe dar
Kya kya
Kya kya hua
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Current current current
Jab jab tujhko chhua

Chacha log sang reh gaye tum yahi pe
Pav kahi rakhta hu padte hai kahi pe
Chacha log sang reh gaye tum yahi pe
Pav kahi rakhta hu padte hai kahi pe
Lena koi lena
Mere dil ki khabar
Kya kya
Kya kya hua
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Current current current are bolo re

MovieJaal Saaz
SingerGeeta Dutt, Kishore Kumar
DirectorArvind Sen
Music ComposerN Datta
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastKishore Kumar, Mala Sinha, Pran, Asit Sen, Nazir Hasain, Shyama, Helen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *