Jab Jab Dekhun Tujhe Lyrics | Udaan | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anand Milind

Jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
Sulge badan koi shola bhadke shola bhadke

Badi bekarai hai karar de sab kuch le le
Zara pyar de mere dilbar zid na kar
Dard sataye ab rah rah ke rah rah ke rah rah ke

Sun to zara kahti hai kya rut mastani
Bahke nazar mehki umang bahke jawani
Sun to zara kahti hai kya rut mastani
Bahke nazar mehki umang bahke jawani
Ab to gale se lag ja lene de baharo ka maza
Chane laga jane kya nasha agan lagati hai hawa
Aa meri pyas bujha in baho me bhar ke
Jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
Sulge badan koi shola bhadke shola bhadke

Meri bindiya mera kajra tujhse lajaye
Ho tera jhumka tera thumka mujhko bulaye

Tujhko pukare kangna aaungi mai tere angna
Doli me le jaungi tujhe apna banaungi tujhe
Na todu mai to kabhi tujhse wada karke
Jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
Sulge badan koi shola bhadke shola bhadke
Badi bekarai hai karar de sab kuch le le
Zara pyar de mere dilbar zid na kar
Dard sataye ab rah rah ke rah rah ke rah rah ke
Jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
Sulge badan koi shola bhadke shola bhadke

MovieUdaan
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorAsrani
Music ComposerAnand Milind
LyricistSameer
Star CastRekha, Madhoo, Prem Chopra, Danny Denzongpa, Mohnish Bahl, Saeed Jaffrey, Asrani, Deven Verma, Raj Babbar, Mohan Joshi, Anupam Kher, Achyut Potdar, Dalip Tahil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *