Jab Dil Mile Lyrics | Satta | Shaan, Madhushree | Raju Singh

Jab Dil Mile Lyrics | Satta | Shaan, Madhushree | Raju Singh

Hey hey hey hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey hey hey hey hey
Jab dil mile dilon ko kya mila
Jab dil mile dilon ko kya mila
Mere dil se poochh zara
Tere dil ne hai mere dil se kaha
Tere dil ne hai mere dil se kaha
Hum dono ko pyaar mila
Jab dil mile dilon ko kya mila
Jab dil mile dilon ko kya mila

Humse ab log roothe ki chaahe mane
Humko parwaah nahin jo bhi baatein bane
Humse ab log roothe ki chaahe mane
Humko parwaah nahin jo bhi baatein bane
Pyaar ki raah par hum rawaana huye
Tez hai yeh kadam tez hain dhadkanein
Dhadkan ka hai jo saara silsila
Dhadkan ka hai jo saara silsila
Mere dil se poochh zara
Dhadkan ne hai yeh dhadkan se kaha
Dhadkan ne hai yeh dhadkan se kaha
Hum dono ko pyaar mila
Jab dil mile dilon ko kya mila
Jab dil mile dilon ko kya mila

Na na na na na na na na na na
Na na na na na na na
Na na na na na na na na na na
Na na na na na na na aah
Jab se hain teri baahon mein baahein meri
Kitni aasaan lagti hain raahein meri
Jab se hain teri baahon mein baahein meri
Kitni aasaan lagti hain raahein meri
Kitni khoyi si hain
Kitni hairaan hain
Yeh nigaahein teri yeh nigaahein meri
Aankhon ne hai jo aankhon se kaha
Aankhon ne hai jo aankhon se kaha
Mere dil se poochh zara
Chupke se hai nigaahon ne kaha
Chupke se hai nigaahon ne kaha
Hum dono ko pyaar mila
Jab dil mile dilon ko kya mila
Jab dil mile dilon ko kya mila
Mere dil se poochh zara
Na na na na na
Na na na na na
La la la la la la la la la
Na na na na na
Na na na na na
La la la la la la la la la

MovieSatta
SingerShaan, Madhushree
DirectorMadhur Bhandarkar
Music ComposerRaju Singh
LyricistJaved Akhtar
Star CastRaveena Tandon, Atul Kulkarni, Sameer Dharmadhikari, Srivallabh Vyas, Govind Namdev, Manoj Joshi, Anant Mahadevan, Anju Mahendroo, Viveck Vaswani, Suchitra Pillai, Amardeep Jha, Abhay Bhargava, Abhijit Lahiri, Manoj Mishra, Varun Vardhan, Mukesh Rawal, Mu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *