Jab Bhi Ankhon Me Lyrics | Visaal (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Jab Bhi Ankhon Me Lyrics | Visaal (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye
Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye
Log kuchh dubte nazar aaye
Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye
Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye
Log kuchh dubte nazar aaye
Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye

Muddaten ho gayi shahar dekhe
Muddaten ho gayi shahar dekhe
Koi aahat
Koi khabar aaye
Koi aahat
Koi khabar aaye
Log kuchh dubte nazar aaye
Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye

Chaand jitane bhi gum huye shak ke
Chaand jitane bhi gum huye shak ke
Sabke ilzaam
Mere sar aaye
Sabke ilzaam
Mere sar aaye
Log kuchh dubte nazar aaye
Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye

Mujhko apna pata thikana mile
Mujhko apna pata thikana mile
Wo bhi ik baar mere ghar aaye
Wo bhi ik baar mere ghar aaye
Log kuchh dubte nazar aaye
Jab bhi aankho me
Ashk bhar aaye

MovieVisaal (Ghulam Ali)
SingerGhulam Ali
Music ComposerGhulam ali
LyricistGulzar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *