Jaane Kya Pilaya Tune Lyrics | Jugnu | Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman

Jaane Kya Pilaya Tune Lyrics | Jugnu | Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman

Jaane kya pilaaya tune bada maza aaya
Jaane kya pilaaya tune bada maza aaya
Jhoom uthi re main mastaani deewani jaani
Jaane kya pilaaya tune bada maza aaya

Paayal nahi ghunghru nahi
Chham chham kaise ye hone lagi
Dhundho mujhe main khone lagi
Ho paayal nahi ghungharu nahi
Chham chham kaise ye hone lagi
Dhundho mujhe main khone lagi
Hua kya mujhe ui tauba main na jaani
Jhoom uthi re main mastaani deewaani jaani
Jaane kya pilaaya tune bada maza aaya

Aisa laga tune piya
Kheencha najariya ki dor se
Dhadka mera dil zor zor se
Hoon aisa laga tune piya
Kheencha najariya ki dor se
Dhadka mera dil zor zor se
Tera naam leke boli meri jawaani
Jhoom uthi re main mastaani deewaani jaani
Jaane kya pilaaya tune bada maza aaya

Mere balam meri nazar
Maare sharam ke jhukne lage
Chalata zamaana rukne lage
Ho mere balam meri nazar
Maare sharam ke jhukne lage
Chalata zamaana rukne lage
Aise waqt chhedo koi aisi kahaani
Jhoom uthi re main mastaani deewaani jaani
Jaane kya pilaaya tune bada maza aaya

MovieJugnu
SingerLata Mangeshkar
DirectorPramod Chakravorty
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastDharmendra, Hema Malini, Pran, Prem Chopra, Mehmood, Dhumal, Ajit, Man Mohan, Sujit Kumar, Nasir Husain, Lalita Pawar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *