Aa aa aa aa
Jaane kya haal ho
Kl shishe ka paimaane ka
Jaane kya haal ho
Kl shishe ka paimaane ka
Aaj dar chhod chala hain
Koi maikhane ka
Jane kya haal ho
Haath tharrane lage
Jaam gira tut gaya
Haath tharrane lage
Jaam gira tut gaya
Ye koi vaqt naa
Aapke yaad aane ka
Ye koi vaqt naa
Aapke yaad aane ka
Jane kya haal ho
Fir naa sharmaoge tum
Apni kahani usnke
Fir naa sharmaoge tum
Apni kahani usnke
Dard thoda sa mila lo mere afsaane ka
Dard thoda sa mila lo mere afsaane ka
Jane kya haal ho
Bevafai ka gila sunke hansi aati hain
Bevafai ka gila sunke hansi aati hain
Dhundiye aur bahana koi tadapane ka
Dhundiye aur bahana koi tadapane ka
Jaane kya haal ho
Kal shishe ka paimaane ka
Aaj dar chhod chala hain
Koi maikhane ka
Jane kya haal ho
| Movie | Asha Aur Khayam (Non-Film) |
| Singer | Asha Bhosle |
| Music Composer | Khayyam |
| Lyricist | Ahmed Wasi |

