Jaane Kaise Kab Ye Baat Ho Gayi Lyrics | Jaane Kaise | Shashwat Singh | Shankar Tucker

Jaane Kaise Kab Ye Baat Ho Gayi Lyrics | Jaane Kaise | Shashwat Singh | Shankar Tucker

??chand ki pari hai koi khwab ya nazar aaya
Husn ka rishta kaisa mere rubaru aaya

Ho aise bahaare jaise aa gayi veerano me
Panchhiyo ki mithi boli khul gayi tarano me
Zindgi ko meri saat rang yun mil gaye
Taare huzaro naino me khil gaye
O re mere sathiyo
Jaane kaise kab ye baat ho gayi
Aankho se tu dil me aa gayi
Anjaani si jo thi nazro ko
Kab wo man ko bha gayi

Chandni khili dil ko tera chehra yaad aaya
Patto ki huyi jo aahat khyaal aaya
Baago ki pawan me aaj teri hi khushbuye
Zulfo jaisi kaali chaai hai ye ghata
O re mere soniya o o
Jaane kaise kab ye baat ho gayi
Aankho se tu dil me aa gayi
Anjaani si jo thi mere nazro ko
Kab wo man ko bha gayi

MovieJaane Kaise
SingerShashwat Singh
Music ComposerShankar Tucker
LyricistNagesh Prasad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *