Jaane Jigar Yun Hi Agar Lyrics  | Mujrim | Geeta Bali, Padmini | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Omkar Prasad Nayyar

Jaane Jigar Yun Hi Agar Lyrics | Mujrim | Geeta Bali, Padmini | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Omkar Prasad Nayyar

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Bahaki nazar chha raha hai nasha
Dekhe na koi sambhalo jara

Bahaki nazar chha raha hai nasha
Dekhe na koi sambhalo jara

Tu jo mili hai to fir jane mann
Duniya ka gham khaye meri bala

Tu jo mili hai to fir jaane mann
Duniya ka gham khaye meri bala

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Tu hi mere pyar ka saz hai
Teri wafa par mujhe naz hai

Tu hi mere pyar ka saz hai
Teri wafa par mujhe naz hai

Nikali jo tere labo se sanam
Ye to mere dil ki awaz hai

Nikali jo tere labo se sanam
Ye to mere dil ki awaz hai

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera.

MovieMujrim
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorO P Rahlan
Music ComposerOmkar Prasad Nayyar
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastGeeta Bali, Padmini, Shammi Kapoor, Ragini, Johny Walker
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *