Jaanam Zara Saamne Aana Lyrics | Nishana | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Jaanam Zara Saamne Aana Lyrics | Nishana | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

He jana zara samne aana mai bandh raha hu nishana
Thoda daye thoda baye thoda aage thoda pichhe
Ha hey laga laga kaha yaha laga laga kaha yaha
Ab mere bachne ki koi ummid nahi
Jana zara samne aana mai bandh rahi hu nishana
Thoda daye thoda baye thoda aage thoda pichhe
Ha hey laga laga kaha yaha laga laga kaha yaha
Ab mere bachne ki koi ummid nahi

Abhi abhi mai jawa huyi abhi abhi maine pyar kiya
Abhi abhi mai jawa huyi abhi abhi maine pyar kiya
Bada bura kiya tune piya bade zor ka war kiya
Bate na banao nazre milao koi na chalega bahana
Hey jana zara samne aana mai bandh raha hu nishana

Teri nazar se teri kasam mujhe bada dar lagta hai
Teri nazar se teri kasam mujhe bada dar lagta hai
Abhi chala ek tire nazar abhi gira dar lagta hai
Dil jante hai jaan deti hai kaisa hai tu mera diwana
Hey jana zara samne aana mai bandh rahi hu nishana
Thoda daye thoda baye thoda aage thoda pichhe
Ha hey laga laga kaha yaha laga laga kaha yaha
Ab mere bachne ki koi ummid nahi
Ab mere bachne ki koi ummid nahi
Ab apne bachne ki koi ummid nahi
Hey hey hey hey

MovieNishana
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
DirectorD K Raghvendra Rao
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastJeetendra, Poonam Dhillon, Prem Chopra, Asrani, Utpal Dutt, Shreeram Lagoo, Deven Verma, Jay Shree T, Mohan Choti

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *