Jaanam Jana Na Lyrics | Jab Deewane They Hum (Album) | Dharmesh Nahar | Nikhil Vinay

Jaanam Jana Na Lyrics | Jab Deewane They Hum (Album) | Dharmesh Nahar | Nikhil Vinay

O ho ho ae
Jaanam jana na
Jaanam jana na
Jaanam jana na tum
Na hona khafa
Na hona juda
Tanha mujhe na chhodna
Yu dil todke
Yu munh modke
Na jana kabhi mujhe chhodke tum
Jaanam jana na
Jaanam jana na
Jaanam jana na tum

Ye ishq chhaya hai banke nasha
Jaane mujhe kya ho gaya
Dekho jara tum dil me mere
Pyar ye tumse karne laga
Dil baar baar bas ye kahe
Hoti hai kyu majburiya
Jo dur humse
Tum jo huye
Sah na sakenge ye duriya hum
Jaanam jana na
Jaanam jana na
Jaanam jana na tum

Khamosh kyu ho kuch to bolo
Dekho na aise lab to kholo
Hum pe sitam na aise karo
Chaho agar to meri jaan lo
Hairan kyu hai dil ye tera
Chahta hai tumhe bas dil mera
Tum sath do jo jee lunga main
Tanha jeeyu itna nahi dum
Jaanam jana na
Jaanam jana na
Jaanam jana na tum

MovieJab Deewane They Hum (Album)
SingerDharmesh Nahar
Music ComposerNikhil Vinay
LyricistShyam Anuragi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *