Jaan E Jaan Mujhe Lyrics | Vishkanya | Pankaj Udhas, Penaz Masani | Bappi Lahiri

Jaan E Jaan Mujhe Lyrics | Vishkanya | Pankaj Udhas, Penaz Masani | Bappi Lahiri

Jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa
Dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa
Jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa
Dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa
Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera
Dil mera
Jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa
Dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

Maana ki tu anjaan hain
Dil me yahi armaan hai
Kah du ki tu mehmaan hai mere pyaar ka
Maana ki tu anjaan hain
Dil me yahi armaan hai
Kah du ki ti mehmaan hai mere pyaar ka
Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera
Dil mera
Jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa
Dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

Dil ye kahe paas aaun main
Tere liye mar jaaun main
Kaise kahu sharmaaun main ye tanman tera
Dil ye kahe paas aaun main
Tere liye mar jaaun main
Kaise kahu sharmaaun main ye tan-man tera
Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera
Dil mera
Jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa
Dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera
Dil mera
Jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa
Dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

MovieVishkanya
SingerPankaj Udhas, Penaz Masani
DirectorJagmohan Mundhra
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistSyed Gulrez
Star CastKunal Goswami, Pooja Bedi, Surendra Pal, Goga Kapoor, Satish Kaushik, Moon Moon Sen, Kabir Bedi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *