Jaam Utha Ke Tod Ke Lyrics  | Us Raat Ke Baad | Sanjeev Kumar, Tanuja | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Jaam Utha Ke Tod Ke Lyrics | Us Raat Ke Baad | Sanjeev Kumar, Tanuja | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Jaam utha ke tod ke thoda pee
Kal jo hona hai so hoga pee

Thodi der mein chand jawan hoga
Aaj hai yeh kal aur sama hoga
Thodi der mein chand jawan hoga
Aaj hai yeh kal aur sama hoga
Chand se bolo hoth laga kar pee
Kal jo hona hai so hoga pee
Jaam utha ke tod ke thoda pee
Kal jo hona hai so hoga pee

Raat nirali le kar jaayegi
Haatho se main ka pyaala maangegi
Raat nirali le kar jaayegi
Haatho se main ka pyaala maangegi
Raat ke hoth se hoth laga kar pee
Kal jo hona hai so hoga pee
Jaam utha ke tod ke thoda pee
Kal jo hona hai so hoga pee.

MovieUs Raat Ke Baad
Music ComposerHemanta Kumar Mukhopadhyay
LyricistGulzar (Sampooran Singh Kalra)
Star CastSanjeev Kumar, Tanuja, Sailesh Kumar, Arun Irani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *