Jaagte Rahe Lyrics | Chahat – Ii (Ali Haider) | Ali Haider

Jaagte Rahe Lyrics | Chahat – Ii (Ali Haider) | Ali Haider

??tere bagair teri kasam jagte rahe
Aankhon mein kaat di
Shab e gum jagte rahe
Tere bagair teri kasam jagte rahe
Aankhon mein kaat di
Shab e ghum jagte rahe

Is khauf se ke aake wo
Wapas chali na jaaye
Is khauf se ke aake wo
Wapas chali na jaaye
Waade ka unke rakh ke khara
Jagte rahe
Aankhon mein kaat di
Shab e gum jagte rahe

Aaraam se kabhi shab e gum
So nahi sake
So nahi sake
Aaraam se kabhi shab e gum
So nahi sake
So nahi sake
Gin gin ke unke luft o karam
Jagte rahe
Aankhon mein kaat di
Shab e ghum jagte rahe

Manzil pe jaake hum to
Aaraam so gaye
Manzil pe jaake hum to
Aaraam so gaye
Raste mein apne naqs e kadam
Jagte rahe
Aankhon mein kaat di
Shab e gum jaagte rahe
Tere bagair teri kasam jaagte rahe
Aankhon mein kaat di
Shab e gum jaagte rahe
Jaagte rahe
Jaagte rahe
Jaagte rahe

MovieChahat - Ii (Ali Haider)
SingerAli Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *