Ja Re Badal Ja Desh Kiya Ke Ja Lyrics | Kailashpati | Lata Mangeshkar | Avinash Vyas

Ja Re Badal Ja Desh Kiya Ke Ja Lyrics | Kailashpati | Lata Mangeshkar | Avinash Vyas

Ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera sandesha ja sunake aa
Ja ja re badal ja

Garajke baraske kahna meri pukar
Tadap raha koi panchi pinjare me lachar
Janam janam ke hum hai sathi pi ko yad dila
Ja ja re badal ja ja ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera sandesha ja sunake aa
Ja ja re badal ja

Arj na maane dard na jane ye bairi sansar
Mere man ke bich khada hai ban karke diwar
Ho gayi mai tan man se unki ja unko batla
Ja ja re badal ja ja ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera sandesha ja sunake aa
Ja ja re badal ja

MovieKailashpati
SingerLata Mangeshkar
DirectorDhirubhai Desai
Music ComposerAvinash Vyas
LyricistMadan Bharti
Star CastMahesh Desai, Sumitra Devi, Padma Rani, Niranajan Sharma, Jeevan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *