Itnee Jaldi Kiya Nahi Karte Lyrics | Pardesiya Vol. 8 | Rahat Fateh Ali Khan

Itnee Jaldi Kiya Nahi Karte Lyrics | Pardesiya Vol. 8 | Rahat Fateh Ali Khan

Itani jaldi kiya nahi karte
Itani jaldi kiya nahi karte
Dil kisi ko
Dil kisi ko diya nahi karte
Dil kisi ko diya nahi karte
Itani jaldi kiya nahi karte
Itani jaldi kiya nahi karte
Dil kisi ko
Dil kisi ko diya nahi karte
Dil kisi ko diya nahi karte

Jisame shamil khushi na ho sabki
Jisame shamil khushi na ho sabki
Jisame shamil khushi na ho sabki
Baat aisi
Baat aisi kya nahi karte
Baat aisi kya nahi karte

Jisase mil jaye dil mohabbat me
Jisase mil jaye dil mohabbat me
Jisase mil jaye dil mohabbat me
Usko dhokaa
Usko dhokaa diya nahi karte
Usko dhokaa diya nahi karte

Bevafaai bhi gar kare dilbar
Bevafaai bhi gar kare dilbar
Bevafaai bhi gar kare dilbar
Naam uska
Naam uska liya nahi karte
Naam uska liya nahi karte

Husn ki chaah karne waalo ko
Husn ki chaah karne waalo ko
Husn ki chaah karne waalo ko
Jakhm dil ka
Jakhm dil ka diya nahi karte
Jakhm dil ka diya nahi karte

Jo tumhaari nazar se pite hain
Jo tumhaari nazar se pite hain
Jo tumhaari nazar se pite hain
Jaam se wo
Jaam se wo piya nahi karte
Jaam se wo piya nahi karte

Jakhm dete to hain ye hansin lekin
Jakhm dete to hain ye hansin lekin
Jakhm dete to hain ye hansin lekin
Jakhm dil ke
Jakhm dil ke siya nahi karte
Jakhm dil ke siya nahi karte

Bevafaai bhi gar kare dilbar
Bevafaai bhi gar kare dilbar
Bevafaai bhi gar kare dilbar
Naam uska
Naam uska liya nahi karte
Naam uska liya nahi karte

Khub se khub chehre hain duniya me
Khub se khub chehre hain duniya me
Khub se khub chehre hain duniya me
Pyaar sabse
Pyaar sabse kiya nahi karte
Pyaar sabse kiya nahi karte

Itani jaldi kiya nahi karte
Itani jaldi kiya nahi karte
Dil kisi ko
Dil kisi ko diya nahi karte
Dil kisi ko diya nahi karte
Itani jaldi kiya nahi karte
Itani jaldi kiya nahi karte
Dil kisi ko
Dil kisi ko diya nahi karte
Dil kisi ko diya nahi karte
Dil kisi ko diya nahi karte
Dil kisi ko diya nahi karte

MoviePardesiya Vol. 8
SingerRahat Fateh Ali Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *