Itne Karib Aaye Lyrics  | Nazar Ke Samne | Akshay Kumar, Farheen | Kavita Krishnamurthy | Kishore Sharma, Mahesh Sharma

Itne Karib Aaye Lyrics | Nazar Ke Samne | Akshay Kumar, Farheen | Kavita Krishnamurthy | Kishore Sharma, Mahesh Sharma

Itne karib aao ke ho hamara haath
Itne karib aao ke ho hamara haath
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath

Masti mein choor hain ye chaand sa badan
Dil mein hain bekaraar saanso mein hain agan
Mere labon ke pyaale hothon se tu lagale
Saari umar ki pyaas do pal mein tu bujh le
Betaabiyo ka mera
Betaabiyo ka meri kuch to karo khayaal
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath

Tasveer husn ki hoon dedaar to karo
Baahon mein kaid karke
Humein pyaar to karo
Aankhon se apni tumko
Woh cheez peela dungi
Daawa hain tumse mera
Duniya ko bhula dungi
Angadai ko mere humm
Angadai ko meri nazare to zara daal
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath.

MovieNazar Ke Samne
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorJagdish A. Sharma
Music ComposerKishore Sharma, Mahesh Sharma
LyricistAnwar Sagar
Star CastAkshay Kumar, Farheen, Ekta Sohini, Mukesh Khanna, Kiran Kumar, Dalip Tahil
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *