Itana Bhee Naa Chaaho Mujhe Lyrics | Yeh Pyaar Hi Toh Hai | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Itana Bhee Naa Chaaho Mujhe Lyrics | Yeh Pyaar Hi Toh Hai | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Itna bhi na chaaho mujhe
Itna bhi na chaaho mujhe
Ki main ek pal tumse dur rah na saku
Itna bhi na chaaho mujhe
Ki main ek pal tumse dur rah na saku
Yu na pyar se dekho mujhe
Ke main dil ki baate tumse kah na saku
Itna bhi na chaaho mujhe
Ki main ek pal tumse dur rah na saku
Yu na pyar se dekho mujhe
Ke main dil ki baate tumse kah na saku

Itni bechaini leke kaise jeeyega koyi
Itni chahat daman me kaise rakhega koyi
Itni bechaini leke kaise jeeyega koyi
Itni chahat daman me kaise rakhega koyi
Chain kahin lene na de mujhko pyar tera
Itna bhi na chaaho mujhe
Ki main ek pal tumse dur rah na saku
Yu na pyar se dekho mujhe
Ke main dil ki baate tumse kah na saku

Socha na hoga tumne itna pyar karunga
Maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga
Socha na hoga tumne itna pyar karunga
Maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga
Bhulunga na main tujhko kabhi ab meri jaan-ae-wafa
Itna bhi na chaaho mujhe
Ki main ek pal tumse dur rah na saku
Yu na pyar se dekho mujhe
Ke main dil ki baate tumse kah na saku
Itna bhi na chaaho mujhe
Ki main ek pal tumse dur rah na saku
Yu na pyar se dekho mujhe
Ke main dil ki baate tumse kah na saku

MovieYeh Pyaar Hi Toh Hai
SingerKumar Sanu, Alka Yagnik
Music ComposerNadeem Shravan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *