Isse Pyar Kaise Karoon Lyrics  | Khosla Ka Ghosla! | Anupam Kher, Boman Irani | Kunal Ganjawala, Sowmya Raoh | Bapi, Dhruv Dhalla

Isse Pyar Kaise Karoon Lyrics | Khosla Ka Ghosla! | Anupam Kher, Boman Irani | Kunal Ganjawala, Sowmya Raoh | Bapi, Dhruv Dhalla

Na ataa na pata sochati hai yeh kya
Na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv
Phatphati si lage chatpati si lage
Kuchh nahi hai magar dosti si lage
Naa badalti na sambhalti
Yun yeh jamti yun pighalti
Kya hai yeh kya pata
Kya hai yeh kya pata
Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu

Na ataa na pata sochata hai yeh kya
Na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv
Ghus gaya kaise yeh
Dil mein kis raaten
Bewkuff thoda sa aaste aaste
Apane mein dooba sa hai yeh ajooba sa
Kya musibat hai yeh
Kya musibat hai yeh
Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu

Kaise karu un baaton ka yakeen
Jo kehta hi nahi
Yeh rok leta hai jin khayalon ko
Kehta hi nahi
Kaise karu main usse koi baat
Jo din ho ya ho raat
Udti hi phirti hai ek pal jo kahi pe
Rehti nahi
Kya hai yeh kya pata
Kya hai yeh kya pata
Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu

Na ataa na pata sochati hai yeh kya
Na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv
Kya musibat hai yeh
Kya musibat hai yeh
Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu..

MovieKhosla Ka Ghosla!
SingerKunal Ganjawala, Sowmya Raoh
DirectorDibakar Banerjee
Music ComposerBapi, Dhruv Dhalla, Tutul
LyricistJaideep Sahni
Star CastAnupam Kher, Boman Irani, Parvin Dabas, Vinay Pathak, Ranvir Shorey
LabelMusic Today

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *