Ishq Mushq Naa Chhupte Lyrics | Sitaron Mein Tu Hi | Yesudas | Lalit Sen

Ishq Mushq Naa Chhupte Lyrics | Sitaron Mein Tu Hi | Yesudas | Lalit Sen

Ishq mushq naahi chhupte hai
Laakh chhupaye koi
Ishq mushq naahi chhupte hai
Laakh chhupaye koi
O mushq ki khushbu jag mahke
Aur ishq me aankhe ho royi
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai
O ishq mushq naahi chhupte hai
Laakh chhupaye koi
O mushq ki khushbu jag mahke
Aur ishq me aankhe ho royi
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai
O ishq mushq naahi chhupte hai
Laakh chhupaye koi

Lahro ki khamoshi pata deti hai tufan ka
Gupchup bahte aansu batlaye ke haal hai jaan ka
Najre jab tak mili nahi
Aur jis dum milke khoyi
Mushq ki khushbu jag mahke
Aur ishq me aankhe ho royi
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Ishq mushq naahi chhupte hai
Laakh chhupaye koi
O mushq ki khushbu jag mahke
Aur ishq me aankhe ho royi

Parwat me dhire dhire laava pighalta hai
Dard ke patthar dil pe pade to
Wo dil bhi jal uthta hai
Preet ki aag me jal ke jis dum
Zindagi apni khoyi
Mushq ki khushbu jag mahke
Aur ishq me aankhe ho royi
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Ishq mushq naahi chhupte hai
Laakh chhupaye koi
O mushq ki khushbu jag mahke
Aur ishq me aankhe ho royi
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Raaz khul jata hai
Pata chal jata hai o
Ishq mushq naahi chhupte hai
Laakh chhupaye koi
O mushq ki khushbu jag mahke
Aur ishq me aankhe ho royi

MovieSitaron Mein Tu Hi
SingerYesudas
Music ComposerLalit Sen
LyricistMehboob

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *