Ishq Khuda Ka Noor Lyrics  | Tu Saath Chal | Bhupinder Singh, Mitali Singh | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh

Ishq Khuda Ka Noor Lyrics | Tu Saath Chal | Bhupinder Singh, Mitali Singh | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh

Ishq khuda ka noor hai aisa
Dil roshan ho jaaye
Ishq khuda ka noor hai aisa
Dil roshan ho jaaye
Ishq mile to sehra mein bhi
Ik ghulshan ho jaaye
Ishq khuda ka noor hai aisa
Dil roshan ho jaaye
Ishq mile to sehra mein bhi
Ik ghulshan ho jaaye
Ishq khuda ka noor hai aisa
Dil roshan ho jaaye

Kaahe nain churaye ho koi
Kaahe nain churaye
Kaahe nain churaye ho koi
Kaahe nain churaye

Tera mera ishq anokha
Rista resham jaisa
Tera mera ishq anokha
Rista resham jaisa
Iss rishtey ka lamha lamha
Bheege mausam jaise
Saath hi jeena saath hi marna
Lab pe duaa ye aaye ho
Ishq khuda ka noor hain aisa
Dil roshan ho jaaye

Ishq hain khusboo phoolo jaisi
Mehek uthe jag saara
Ishq hain khusboo phoolo jaisi
Mehek uthe jag saara
Baandhe iss bandh nahi paaye
Aisa pyaar kdhara
Saare sheher mein nache woh to
Ishq jise ho jaaye
Ishq khuda ka noor hain aisa
Dil roshan ho jaaye

Ishq mile to sehra mein bhi
Ik ghulshan ho jaaye
Ishq khuda ka noor hai aisa
Dil roshan ho jaaye
Kaahe nain churaye ho koi
Kaahe nain churaye
Kaahe nain churaye ho koi
Kaahe nain churaye
Kaahe nain churaye ho koi
Kaahe nain churaye.

MovieTu Saath Chal
SingerBhupinder Singh
Music ComposerBhupinder Singh
Star CastBhupinder Singh, Mitali Singh
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *