Ishq Di Feeling Lyrics  | Shimla Mirchi | Rajkummar Rao | Meet Bros | Meet Bros Anjjan

Ishq Di Feeling Lyrics | Shimla Mirchi | Rajkummar Rao | Meet Bros | Meet Bros Anjjan

Khidki pe chaand dekha
Aaj maine subah to
Dil ne kaha yeh mujhse
Wallah wallah lagta hai
Kuchh to alag sa hai
Door main hua hoon khud se

Khidki pe chaand dekha
Aaj maine subah to
Dil ne kaha yeh mujhse
Wallah wallah lagta hai
Kuchh to alag sa hai
Door main hua hoon khud se

Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai

Koyi mujhko zara batana
Na samjhun to samjhana
Jise doondh raha hai dil yeh
Uska hai kahan thikana
Kehna usse love you hai
Love you hai, love you hai

Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai

Khidki pe chaand dekha
Aaj maine subah to
Dil ne kaha yeh mujhse
Wallah wallah lagta hai
Kuchh to alag sa hai
Door main hua hoon khud se

Is nazar mein basa ek hi raasta
Baaki raahon se ab kya mera vaasta
Is nazar mein basa ek hi raasta
Baaki raahon se ab kya mera vaasta

Hai mujhe ispe chalte jaana
Hai ik din usko paana
Simple se dil ko uski
Zulfon mein hai uljhana
Kehna usse love you hai
Love you hai, love you hai

Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai

Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai

Ho kehna usse love you hai

MovieShimla Mirchi
SingerMeet Bros, Stebin Ben
Music ComposerMeet Bros Anjjan
LyricistKumaar
Star CastRajkummar Rao, Rakul Preet Singh
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *