Ishq Da Maara Lyrics | Kuch Kuch Locha Hai | Jubin Nautiyal | Amjad Nadeem

Laakh bachaaye naina humne
Rok na paaye naina apne
Laakh bachaaye naina humne
Rok na paaye naina apne
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon

Tera chehra dekhun khuda mein
Tera chehra dekhun khuda mein
Tu hai dil mein
Tu hai duaa mein
Tujhme kahin kho jaaun
Main bas tera ho jaaun
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon

Zidd na chhode dil jazbaati
Zidd na chhode dil jazbaati
Soche tujhko ab din raati
Tere hi sadke jaaye
Bin tere naa reh paaye
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon

MovieKuch Kuch Locha Hai
SingerJubin Nautiyal
DirectorDevang Dholakia
Music ComposerAmjad Nadeem
LyricistAmjad Nadeem
Star CastRam Kapoor, Sunny Leone, Evelyn Sharma, Navdeep Chhabra, Kurush Deboo, Suchita Trivedi, Kader Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *