Isase Pahale Ke Baat Tal Jaaye Lyrics | Sadaf (Ghulam Ali) | Ghulam Ali

Isase Pahale Ke Baat Tal Jaaye Lyrics | Sadaf (Ghulam Ali) | Ghulam Ali

Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Aao ek daur aur chal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Aao ek daur aur chal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye

Aansuo se bhari hui aankhe
Aansuo se bhari hui aankhe
Aansuo se bhari hui aankhe
Roshni jis tarah pighal jaaye
Roshni jis tarah pighal jaaye
Aao ek daur aur chal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye

Dil wo naadaan shokh bacchaa hai
Dil wo naadaan shokh bacchaa hai
Dil wo naadaan shokh bacchaa hai
Aag chhune pe jo machal jaaye
Aag chhune pe jo machal jaaye
Aao ek daur aur chal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye

Tujhko paane ki aas ke sar se
Tujhko paane ki aas ke sar se
Tujhko paane ki aas ke sar se
Zindagi ki ridaa na dhal jaaye
Zindagi ki ridaa na dhal jaaye
Aao ek daur aur chal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye

Bakht mausam hawa ka rukh jaana
Bakht mausam hawa ka rukh jaana
Bakht mausam hawa ka rukh jaana
Kaun jaane ke kab badal jaaye
Kaun jaane ke kab badal jaaye
Aao ek daur aur chal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Aao ek daur aur chal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye
Isse pahle ke baat tal jaaye

MovieSadaf (Ghulam Ali)
SingerGhulam Ali
LyricistFarhat Shahzad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *