Is Tarah Pyar Se Tumne Dekha Sanam Lyrics | Jaanam (Udit Narayan) | Udit Narayan | Nikhil Vinay

Is Tarah Pyar Se Tumne Dekha Sanam Lyrics | Jaanam (Udit Narayan) | Udit Narayan | Nikhil Vinay

Is tarah pyar se tumne dekha sanam
Kya kahe kya hua ham rahe na ham
Tumhara kya gaya hamara dil gaya
Ki ab dil ko sanam kaha dhundhenge ham
Is tarah pyar se

Na ham jante tumne na pahchane ho tum
Ye achcha nahi hai jo tumne kiye hosh gum
Tumhe ye khabar hai kya sath tumne ki
Badi khub dilgi mere sath tumne ki
Tumhara kya gaya hamara dil gaya
Ki ab dil ko sanam kaha dhundhenge ham
Is tarah pyar se

Tumhare bina hame na chain aayenga
Hamara khyal to tumhe bhi satayenga
Yahi sach hai maan lo na imtihan lo
Juda hoke jaao naa ke ab aajmaao na
Tumhara kya gaya hamara dil gaya
Ki ab dil ko sanam kaha dhundhenge ham
Is tarah pyar se tumne dekha sanam
Kya kahe kya hua ham rahe na ham
Tumhara kya gaya hamara dil gaya

MovieJaanam (Udit Narayan)
SingerUdit Narayan
Music ComposerNikhil Vinay
LyricistFaaiz Anwar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *