Is Rang Badalati Duniyaa Men, Inasaan Ki Niyat Thik Nahin Lyrics | Rajkumar | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Is Rang Badalati Duniyaa Men, Inasaan Ki Niyat Thik Nahin Lyrics | Rajkumar | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Is rang badalti duniya me
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me

Ye dil hain bada hi diwana
Chheda na karo is pagal ko
Ye dil hain bada hi diwana
Chheda na karo is pagal ko
Tum se na shararat kar baithe
Nadan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me

Kandhe se hata lo sar apna
Ye pyar mohabbat rahne do
Kandhe se hata lo sar apna
Ye pyar mohabbat rahne do
Kashti ko sambhalo maujo me
Tufan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me

Main kaise khuda haafiz kah du
Mujhko to kisi ka yakin nahi
Main kaise khuda haafiz kah du
Mujhko to kisi ka yakin nahi
Chhup jaao humari aankho me
Bhagwan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya me

MovieRajkumar
SingerMohammed Rafi
DirectorK Shankar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastShammi Kapoor, Sadhana, Pran, Om Parkesh, Prithviraj Kapoor, Manorama, Rajendra Nath, Achla Sachdev, Tun Tun, Indu Shivraj, Shanti Lal, Hari Shivdasani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *