Is Mitti Ke Kan Kan Ka Lyrics | Zid | Mahendra Kapoor | Ravindra Jain

Is Mitti Ke Kan Kan Ka Lyrics | Zid | Mahendra Kapoor | Ravindra Jain

Ho ho ho ho
Is mitti ke kan kan ka hai
Upkaar hamare jivan par
Is mitti ke kan kan ka hai
Upkaar hamare jivan par
Sabse pahle hain dharti ka
Sabse pahle hain dharti ka
Adhikar hamre jivan par
Is mitti ke kan kan ka hai
Upkaar hamare jivan par
Bande matram
Bande matram

Is maa ne aise laal diye
Jo chamk rahe hain suraj jaise
Jo chamk rahe hain suraj jaise
Sar par chadhai jati hain
Is mitti pe paanw dhare kaise
Is mitti pe paanw dhare kaise
Gar iska karj na bhar paye
Gar iska karj na bhar paye
Dhikkar hamare jivan par
Is mitti ke kan kan ka hai
Upkaar hamare jivan par
Bande matram
Bande matram

Ho ho ho
Jo iske liye shahid huye
Ye dharti unki amanat hain
Ye dharti unki amanat hain
Kabhi pyaar kabhi talwaro se
Hame karni maa ki hifajat hain
Hame karni maa ki hifajat hain
Itihaas likha hain duniya ne
Itihaas likha hain duniya ne
Har baar hamare jivan par
Is mitti ke kan kan ka hai
Upkaar hamare jivan par
Bande matram
Bande matram

Is maa ki god me jeena hain
Isaki khatir mar jaana hain
Isaki khatir mar jaana hain
Ehshan chukana muskil hian
Ha apana farj nibhana hain
Ha apana farj nibhana hian
Kahi aisa na ho kal ko hanse
Kahi aisa na ho kal ko hanse
Sansaar hamare jivan par
Is mitti ke kan kan ka hai
Upkaar hamare jivan par
Is mitti ke kan kan ka hai
Upkaar hamare jivan par
Sabse pahle hain dharti ka
Sabse pahle hain dharti ka
Adhikar hamre jivan par
Bande matram matram
Bande matram matram
Bande matram matram
Bande matram matram
Bande matram matram
Bande matram matram

MovieZid
SingerMahendra Kapoor
DirectorVijay
Music ComposerRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Star CastSachin Pilgaonkar, Sarika, Nutan, Rajendra Nath, Maruti, Om Shiv Puri, Anwar, Tun Tun, A K Hangal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *