Is Man Ki Nagariya Se Lyrics  | Lalkaar | Mahipal, Nirupa Roy | Mahendra Kapoor, Sabita Banerjee | Sanmukh Babu

Is Man Ki Nagariya Se Lyrics | Lalkaar | Mahipal, Nirupa Roy | Mahendra Kapoor, Sabita Banerjee | Sanmukh Babu

O bedardi jane ke na kar bahane
O bedardi jane ke na kar bahane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane

Ha hum khune jigar ko piye ja rahe hai
Hum khune jigar ko piye ja rahe hai
Tujhe yaad karke jiye ja rahe hai
Tujhe yaad karke jiye ja rahe hai
Tere saz me hai hamare tarane
Tere saz me hai hamare tarane
O is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane

Ha jab duniya ne mohar zuba par laga di
Jab duniya ne mohar zuba par laga di
To aankho ne dil ki kahani suna di
Kahani suna di
Ye zalim zamana laga muskurane
Ye zalim zamana laga muskurane
O is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane

Na chanda hai apna sitare na apne
Ke rato me sapne lage hai tadapne
Ke rato me sapne lage hai tadapne
Meri nind tujhko chali hai manane
Meri nind tujhko chali hai manane
O is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane.

MovieLalkaar
SingerMahendra Kapoor, Sabita Banerjee
DirectorNanubhai Vakil
Music ComposerSanmukh Babu
LyricistPandit Madhur
Star CastMahipal, Nirupa Roy, Kumkum, Radha Kishan, Ram Singh, Hiralal
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *