Is Jahaan Mein Lyrics  | Vachan | Geeta Bali, Rajendra Kumar | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Is Jahaan Mein Lyrics | Vachan | Geeta Bali, Rajendra Kumar | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Is jahaan mein hame
Aise jinaa pada
Aansuo ko bhi has
Has ke pinaa pada
Is jahaan mein hame
Aise jinaa pada
Aansuo ko bhi has
Has ke pinaa pada
Is jahaan men hame

Gham dekhe kaizakhm
Khaaye kai
Yun to is dil mein
Toofaan aaye kai
Gham dekhe kaizakhm
Khaaye kai
Yun to is dil mein
Toofaan aaye kai

Yun to is dil mein
Toofaan aaye kai
Umr bhar phir bhi
Hontho ko sinaa pada
Umr bhar phir bhi
Hontho ko sinaa pada
Aansuo ko bhi has
Has ke pinaa pada
Is jahaan men hame

Zindagi apani
Barabaad ho ke kati
Zindagi apani
Barabaad ho ke kati
Kabhi hans ke
Kati kabhi ro ke kati
Kabhi hans ke
Kati kabhi ro ke kati
Yun hi jite rahe
Yun hi jinaa pada
Yun hi jite rahe
Yun hi jinaa pada

Aansuo ko bhi has
Has ke pinaa pada
Is jahaan mein hame
Aise jinaa pada
Aansuo ko bhi has
Has ke pinaa pada
Is jahaan men hame.

MovieVachan
SingerAsha Bhosle
DirectorRaj Rishi
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistPrem Dhawan
Star CastGeeta Bali, Rajendra Kumar, Balraj Sahni
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *