Is Duniya Ne Kiya Nahi tu mera insaaf karna Lyrics | Sweekar | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Is Duniya Ne Kiya Nahi tu mera insaaf karna Lyrics | Sweekar | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Is dunia ne kiya nahi tu mera insaf karna
Tu mera insaf karna
Maa se koi bhul hui ho to munne tu maf karna
To munne tu maf karna

Rukh ye kya jiwan ne badla ek anjane pal me
Rukh ye kya jiwan ne badla ek anjane pal me
Jazar mila amrat me madir mil gayi ganga jal me
Logo ka man to maila hai
Tu apna man saf karna
Tu mera insaf karna
Is dunia ne kiya nahi tu mera insaf karna
Tu mera insaf karna

Mera sab kuch bah le gaya rela ek pani ka
Mera sab kuch bah le gaya rela ek pani ka
Ek badkismat ma ki majburi ka kurbani ka
Or kisi ne kiya nahi par tu is raah par chalna
Tu mera insaf karna
Maa se koi bhul hui ho to munne tu maf karna
To munne tu maf karna
Is dunia ne kiya nahi tu mera insaf karna
Tu mera insaf karna

MovieSweekar
SingerLata Mangeshkar
DirectorSudhendru Roy
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastMahendra Sandhu, Namita Kapoor, A K Hangal, Hans Maker

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *