Is diwane ladke ko
Koi samjhaye
Pyar mohobbat se na jaane
Kyu ye ghabraye
Is diwane ladke ko
Koi samjhaye
Pyar mohobbat se na jaane
Kyu ye ghabraye
Dard-e-dil
Jaane na
Paas main jitna aau
Utni dur ye jaaye
Jaaye
Haa jaaye
Is diwane ladke ko
Koi samjhaye
Pyar mohobbat se na jaane
Kyu ye ghabraye
Dard-e-dil
Jaane na
Paas main jitna aau
Utni dur ye jaaye
Jaaye
Haa jaaye
Is diwane ladke ko
Koi samjhaye
Pyar mohobbat se na jaane
Kyu ye ghabraye
Rang na dekhe
Rup na dekhe
Ye jawaani ki
Dhup na dekhe
Arz hai
Kuch majnu bane
Kuch raanjha bane
Kuch romiyo
Kuch farhad hue
Is rang rup ki chaahat main
Naa jaane kitne barbaad huye
Vo dekho
Ishq main iske
Baanvri hu main
Ye bhala hai to
Kya buri hu main
Ye ladka
Hai phir bhi
Jaane kyu sharmaaye
Jaane kyu sharmaaye
Haay sharmaaye
Is diwane ladke ko
Koi samjhaye
Pyar mohobbat se na jaane
Kyu ye ghabraye
Jaanti hu main
Ye tadapta hai
Pyar main iska
Dil dhadakta hai
Jise dekho dil ki dhui ramata hai
Are ye mandir nahi hai
Shivala nahi hai
Hasino se kehdo kahi aur jaye
Mera dil hai dil
Koi dharamshala nahi hai
Ye akele main
Aah bharta hai
Phir bhi kehne se
Ye kyu darta hai
Sach kuchh bhi
Bole na
Jhuthi baat banaaye
Jhuthi baat banaaye
Haan banaaye
Is diwane ladke ko
Koi samjhaye
Pyar mohobbat se na jaane
Kyu ye ghabraye
Dard-e-dil
Jaane na
Paas main jitna aau
Utni dur ye jaaye
Jaaye
Haa jaaye
Is diwane ladke ko
Koi samjhaye
Pyar mohobbat se na jaane
Kyu ye ghabraye
Phul khilte hain
Bahaaron ka sama hota hai
Aise mausam main hi to
Pyar jawaan hota hai
Dil ki baaton ko
Hothon se nahi kehte
Ye fasaana to
Nigaaho se bayaan hota hai
| Movie | Sarfarosh |
| Singer | Alka Yagnik, Aamir Khan |
| Director | John Mathew Matthan |
| Music Composer | Jatin Lalit |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Aamir Khan, Sonali Bendre, Naseruddin Shah, Mukesh Rishi, Smita Jaykar, Akhilendra Mishra, Govind Namdeo, Akash Khurana, Ahmad Khan, Rajesh Joshi, Ali Khan, Manoj Joshi, Sunil Rege, Rohit Raj, Sunil Shinde, Pradeep Rawat, Makrand Deshpande, Upasna Singh |

