Is Dil Me Kya Hai Lyrics | Jab Pyar Kisi Se Hota Hai | Udit Narayan, Lata Mangeshkar | Jatin Lalit

Is Dil Me Kya Hai Lyrics | Jab Pyar Kisi Se Hota Hai | Udit Narayan, Lata Mangeshkar | Jatin Lalit

Is dil me kya hai dhadkan
Dhadkan me kya hai saajan
Phulo me kya hai khushbu
Aankho me kya hai jaadu
Tu meri jaan hai
Tu hi mera pyar
Tere liye hi mai hu bekrar
Is dil me kya hai dhadkan
Dhadkan me kya hai saajan
Phulo me kya hai khushbu
Aankho me kya hai jaadu
Tu meri jaan hai
Tu hi mera pyar
Tere liye hi mai hu bekrar
Is dil me kya hai

Chhu liya tune mujhko saara badan jal raha hai
Pyaar me jor kaisa koi jaadu sa bas chal raha hai
Paagal na main ho jaau
Is dil me kya hai dhadkan
Dhadkan me kya hai saajan
Phulo me kya hai khushbu
Aankho me kya hai jaadu
Tu meri jaan hai
Tu hi mera pyar
Tere liye hi mai hu bekrar
Is dil me kya hai

Thaam le meri baahe mausam jawaan aur hasin hai
Kya karu naam tera dil bhulata hi nahi hai
Jaagu ya main so jaau
Is dil me kya hai dhadkan
Dhadkan me kya hai saajan
Phulo me kya hai khushbu
Aankho me kya hai jaadu
Tu meri jaan hai
Tu hi mera pyar
Tere liye hi mai hu bekrar

Is dil me kya hai dhadkan
Dhadkan me kya hai saajan
Phulo me kya hai khushbu
Aankho me kya hai jaadu
Tu meri jaan hai
Tu hi mera pyar
Tere liye hi mai hu bekrar

MovieJab Pyar Kisi Se Hota Hai
SingerUdit Narayan, Lata Mangeshkar
DirectorDeepak Sareen
Music ComposerJatin Lalit
LyricistAnand Bakshi
Star CastSalman Khan, Twinkle Khanna, Anupam Kher, Johny Lever, Namrata Shirodkar, Saeed Jaffrey, Farida Jalal, Himani Shivpuri, Aditya Narayan, Harish Patel, Ravi Baswani, Viveck Vaswani, Mushtaq Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *