Is Dard Ki Mari Duniya Mein Lyrics  | Paras | Rehman, Kamini Kaushal | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Is Dard Ki Mari Duniya Mein Lyrics | Paras | Rehman, Kamini Kaushal | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Is dard ki mari duniya mein
Mujhsa bhi koi majboor na ho
Is dard ki mari duniya mein
Mujhsa bhi koi majboor na ho
Jis tarah khushi se door hoon main
Jis tarah khushi se door hoon main
Yu koi khushi se dur na ho
Yu koi khushi se dur na ho

Ujade hue dil mein kuch bhi nahi
Ashko ke siva aaho ke siva
Ujade hue dil mein kuch bhi nahi
Ashko ke siva aaho ke siva
Kyu aise chaman mein phool khile
Kyu aise chaman mein phool khile
Hasne ka jaha dastur na ho
Hasne ka jaha dastur na ho

Tufan hai gham ka charo taraf
Aur chayi hui hai kal ghata
Tufan hai gham ka charo taraf
Aur chayi hui hai kal ghata
Kyu naiya hamari par lage
Kyu naiya hamari par lage
Kismat hi ko jab manjoor na ho
Kismat hi ko jab manjoor na ho
Is dard ki mari duniya mein
Mujhsa bhi koi majboor na ho.

MovieParas
SingerLata Mangeshkar
DirectorAnant Thakur
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastRehman, Kamini Kaushal, Madhubala, Sapru, K N Singh, Gope, Pratima Devi, Cuckoo, Amir Ali, Amar, Ram Avtar, Murad, Sulochana
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *