Jahan maut bikhri hai wahan
Sansein uga dunga
Zakhmon ke chalon pe
Mein ab marham laga dunga
Jahan maut bikhri hai wahan
Sansein uga dunga
Zakhmon ke chalon pe
Mein ab marham laga dunga
Ranjish ki chingaari mujhe
Pal pal jaalati hai
Dard ko baaki banati hai
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada
Irada, irada..
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada
Irada, irada, irada..
Zehrili faslo ko
Jado se kaat dunga mein
Maayus aakhon mein umeedein
Baat dunga mein
Zehrili faslo ko
Jado se kaat dunga mein
Maayus aakhon mein umeedein
Baat dunga mein
Wehshi ke khwaabo ki mein
Buniyaad hila dunga
Khaakh mein usko mila dunga
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada
Irada, irada..
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada
Irada, irada, irada.. Hey..
Gumrah jo hai
Unhe rasta dikhayenge
Anjaane gham se
Unhe waakif karayenge
Yeh irada jo kisi ke kaam aayega
Toh humein aaram aayega
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada
Irada, irada..
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada
Irada, irada, irada..Hey..
| Movie | Irada |
| Singer | Nikhil Uzgare |
| Music Composer | Neeraj Shridhar |
| Lyricist | Sameer Anjaan |
| Star Cast | Arshad Warsi, Divya Dutta, Naseeruddin Shah |
