Jhumta aa raha hai kyu baadal
Jhumta aa raha hai kyu baadal
Jhumta aa raha hai kyu baadal
Ye bhi shayad koi sharabi hai
Chaal mastana
Chaal mastana
Najar gulabi hai
Chaal mastana najar gulabi hai
Jaam jisne utha liya hai fana
Jaam jisne utha liya hai fana
Jaam jisne utha liya hai fana
Uski kismat me kaamyabi hai
Chaal mastana
Chaal mastana
Najar gulabi hai
Chaal mastana najar gulabi hai
| Movie | Night Song (Nusrat Fateh Ali Khan) |
| Singer | Nusrat Fateh Ali Khan |

